YouTube home #YouTubeRewind
Upload
12,103
  • Junaid Jamshed Naat - Mera Dil Badal Dai (Directed by SAMI UDDIN)

    8,017,229 views 6 years ago
    Director: Sami Uddin
    Contact: 07809433644

    Junaid Jamshed Naat, Director/ DOP Sami Uddin, Producer Sabooh Uddin, Post @ WMS MEDIA by S Waqas Hussaini, junaid jamshed naat 2010, junaid jamshedm 2011, junaid jamshaid naat 2010, junaid janshed london, Mera Dil Badal De, junaid jamshed mera Dil Badal De, mera dil badal dey
    mera dil badal de
    http://www.facebook.com/pro...

    Badal de Dil ki duniya dil badal day
    Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

    Hawa-o-Hirs wala dil badal day
    Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

    Badal de Dil ki duniya dil badal day
    Khudaya Fazl farmaa dil badal day

    Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun

    Badal day Mera rasta dil badal day

    Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
    Maza aajaye Maula dil badal day

    Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
    Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day

    Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
    Tu apna ghum ata kar dil badal day

    Sehal farmaa musalsal yaad apni
    Khudaya Reham farmaa dil badal day

    Para houn Teray dar par dil shikasta
    Rahoun kyu dil shikasta dil badal day

    Tera hojaoun itni arzoo hay
    Bas itni hay tamanna dil badal day

    Meri faryaad sunlay Meray Maula
    Banalay apna banda dil badal day

    Tera hojaoun itni arzoo hay
    Bas itni hay tamanna dil badal day

    Meri faryaad sunlay Meray Maula
    Banalay apna banda dil badal day



    Urdu Naat
    Hindi Naat Show less
    Read more
  • Uploads Play all

    This item has been hidden
to add this to Watch Later

Add to

Loading playlists...